Bombitup Apk Download – Hello dosto, aaj ye article aap logon ke liye bahut hi majedaar hone wala hai kyonki hamne is post me Best SMS Bomber App Download karne ke baare me bataya hua hai.
Agar aap apne kisi dost ke saath prank karna chahte hai to uske liye ye app sabse best ho sakta hai kyonki is app ke help se aap kisi bhi friend ke bass ek saath me hi 100 ya isse bhi zyada message bhej sakte hai.
Jab uske pass itne saare message jaayenge to unhe dekhkar darr jaayega aur kyonki un message me Zomato, Swiggy, Winzo.etc app se OTP aate hai.
Bombitup App Download kaise kare ? |
What is bombitup app?
Bombitup ek sms blaster / bomber app hai iska matlab ye hai ki agar aap kisi ke saath prank karna chahte hai, ki uske pass unlimited sms jaaye to us case me aap is application ko use kar sakte hai.
Is app se ek baar me kisi bhi mobile number ek saath 100 ya usse bhi zyada sms bheje jaa sakte hai iske liye aapko koi charge bhi nhi dete hai ye sab kuch aap Free me hi kar paayenge.
aur sms ke andar OTP jise dekhne ke baad saamne wala vyakti aur darr jaata hai ki aakhir ye uske phone ye sab kya ho rha hai itne saare sms kyu aa rhe hai?
is trah ke prank karne ke lie aap Bombitup apk download kar sakte hai.
Note :- hum is application ke baare me aapko keval educational purpose se bta rhe hai, aap iska koi bhi galat use na karen.
How to download Bombitup Apk?
Bombitup app download karne ke liye aapko kuch steps follow karne honge uske baad aap iss application ko apne mobile me download kar sakte hai, yeh ek third-party application hai.
isi wajah se isko google play store se download nhi kiya jaa sakta hai, maine ye dekha hai ki zyadatar log is apk ko download karne ke liye google play store par hi search karte hai.
magar wahan par aapko kabhi bhi is trah ke app nhi mil sakte hai kyonki ye google play store ki privacy policy ko pura nhi kar paate hai.
aaiye phir jaante hai ki is app ko kaise download karna chahiye:-
Step 1:- Sabse pehle aap apne mobile me google chrome browser chalu kare.
Step 2:- Search box ya url box me aap “bombitup apk download” likhkar search kar dijiye.
Step 3:- ab to google search results page par first website aayega wo bombitup ka official site hi hai isiliye aap pehli wali link pe click kar dijiye.
Step 4:- isi page par aapko bombitup app download link mil jaayega us par click karke ye app download kar lijiye.
magar ise install karne me aapko problem ho sakti hai kyonki ye ek third party app hai isiliye aap apne mobile ke Settings > Security > Unknown Sources ko on kar dijiye.
aisa karne se sabhi third party app ko bina kisi problem ko install kar sakte hai.
Bombitup Apk Features :-
- Easy to use
- Flexible Use
- Free to use
- Protection list
BombItUp App Use kaise kare ?
umeed karta hoon ki aapne bhi abhi tak Bombitup application ko download aur install kar liya hoga ab iske baad aata isko use kaise karna hai,
SMS Blast prank karne ke liye aap sabse pehle bombitup app ko open kare uske baad jab yeh application open hoo jaayega to kuch is trah se interface aayega,
Bombitup apk download |
Jab aap application ko open karenge to yeh page open hoga isme aapko apne us friend ya jiske bhi saath aap yeh prank karna chahte hai uska mobile number enter kar dijiye warna agar aapke contact list me uska number save hai to contact wale icon par click karke aap uska number yaha par daal dijiye,
ab 2nd step yeh hai aapko yaha par yeh enter karna hai aap usko kitne messages karna chahte mgr isme ek limit hai aur wo limit yeh hai ki aap kisi bhi no. par ek bar me keval 150 messages send kar sakte hai usse zyada nahi ,
ab 3rd step yeh hai ki aapko Delay wale button par click karke app message har kitne second me uske paas usko set kar sakte hai jaise ki aap chahte hai ki usko yeh saare message har 3 second me jaaye to aap usko apne hisab se set kar sakte hai,
aur last me bas aapko BOMBIT wale button par click karna hai aur jiska bhi number aapne us box me daala tha uske pass OTP message aane shuru lag jaayenge aur usko lagega ki uske mobile number ka koi galat use kar rha.
Protect List kaise use kare ?
iske settings me jaakar aapko ek option show hoga jiska naam hai Protect list is option ka bahut bada faayeda maan lijiye aapko hi koi message send kar rha hai.
baar-baar aap pareshan hoo gye hai aur aapko pata hai ki wo kon hai jo ki messages send kar rha hai to aap aapko usse bachne ke liye .
protect list apna mobile number add kar dena hoga uske baad agar aapke saath koi agar aisa prank karna chahega to nahi kar paayega .
FAQ – Bombitup Apk Download
What is BOMBitUP?
Read More:-
Hi