Blogger Themes Download In Free?

Blogger Themes Free Download :- swagat  hai aap sabhi ka aap ne visit ki hamari website androidgyani.com aur aap yaha par sikh sakte hai blogging se related sabhi chize jaise seo optimization blogging kaise kre,post kaise karaye,

to aaj ke is post mein main aapko batane wala ki aap kis trah se apne blogger ya blogspot mein normal themes ko change krke ek badhiya sa theme apne blog mein kaise laga sakte hai,
 
ya phir kahe to apne blog mein kis trah se .XML file wali themes kaise lagate hai ya phir kahe to normal blog ko professional blog kaise banate hai jisse aapke blog par dher saara traffic aa saake .
 
To agar aapko koi bhi sawaal ho to aap mujhe comment box mein comment kare aur aapko hamari post pasand aayi ho to aapko ek notification bell ko jarur allow kr dijiye .
blogger theme free download

Blogger ka template ya theme kyu change krna chahiye 

aapko yeh janna bahut jaruri hai aapko apne blog ka theme kyu change krna jaruri hota hai to aap ye bhi jaan lijiye, jab aap apna blog start krte hai to waha par aapko ekdam normal themes milte hai jo ki kisi bhi kaam ke nhi hote hai.
 
aur agar aapko use krte hai aap chahe to kitna bhi best article likh lijiye aur aapko magar utna accha response nhi milega kyoki jab aapki website par visitor aate hai.
 
agar unko acche se design kiya hua blog nhi dikhta hai hai wo next blog par chale jaate jisse aapko nuksaan ho jata hai .
 
agar aap normal template use krte hai to aapko bahut saari galatiyan nazar aajayega jaise aapko waha par ek accha sa menu baar hona bahut jaruri hota hai ek accha nmheader aisi sabhi cheeze nhi milta hai .

Blogger ka template kaisa hona chaiye ya Themes kaisi honi chahiye : –

To ab baat kr lete hai ki hume phir kis trah ka apne blogger ka template use krna chahiye , aapko maine neeche kuch points bataye hain jisne aapko dhyaan jarur rakhna chaiye .
  • Sabse pehle aapka blog Responsive hona chhaiye .
  • seo ready hona jaruri hai.
  • Page load time kam hona bahut jaruri hai.
  • page size bhi kam hona chhaiye
  • easily edit hoo jaaye aisa themes choose kre.

Blogger ke liye Themes ya template kha se download kare : –

main umeed krta hoon ki aap ne ye sabhi points ko acche se samajh gaye honge ab baat krte hain ki aap kha se download krenge Blogger ke liye themes ya template ko, ya phir kahe to How to download Themes or template for blogger.
 
 
yaha par main appko ye sabse acchi website bata deta hoon jaha aap blogger ki themes ko download kr paaoge website ka naam hai. GOYABEETEMPLETES aapko sabse acche templates yaha par mil jayege aap apni pasand ka template download kr lijiye .

Blogger me themes ya template kaise lagate hai : –

Blogger me thenes use krne ke liye jab aap apne pasand ka template download kr lenge to aap sabse pehle ye check kr lijiye ki file ka format kaise ka agar XML hai to thik hai warna aapko zip file mein bhi hai to usko unzip ya extract kr lijiye phir aap apne pc ya mobile me Blogger.com ko open kre phir uske baad aapko is image ke trah
blogger theme free download 2020
 
To jaisa aapne upar wali image me dekha ki aapko aapko sabse pehle Theme wale button par click krna hoga phir aapko 2 button yani Backup and restore par click kr dena hoga .
 
aur aap ek pop up aayega kuch neeche wali image ke jaisa
 
blogger theme free download kaise kare
ab bas aapko choose file par click apni themes ko tick kr lena hai jo ki .XML file mein hogi ,
aur upload wale button. par click kr dijiye .
aapki themes save ho jaayega phir aap dekhe ke aapki themes ki wajah se aapki website ekdam professional hoo gyi hogi .
 
agar aapko kuch samjh mein nhi aaya to aap mujhe comment jarur kre .
 
thanks for reading