Hello dosto, Aaj ke iss post mein main aapko batane wala hoon adow kya hota ,adnow par kaise kaam karte hai,adnow se paise kaise kamate hain.etc adnow ko lekar aapki jitni bhi samsya hogi sabhi aaj door ho jayegi. To iske liye aapko hamare is pst ko poora padhna hoga .
Contents
Adnow kya hota hai aur kaise kaam karta hai ?
Adnow me GOOGLE ADSENSE ke jaisa aisa kuch bhi nhi aapko 15 post likni chhaiye custom domain hona chhaiye ha phir traffic accha chaiye ,Adnow ko maine keval check karne ke liye jis din blog banaya keval ek hi post likhi aur approval le liya ads bhi chalu hai aur earning bhi
Adnow par register kaise kre ?
Adnow par register karne ke liye aapko neeche ek image milega us par click kar dijiye aapke computer ya mobile mein ab jo page open hoga usme aapke aapka naam aake email id aapka mobile no. managa jaayega to use aap fill kar dijiye ,phir aapne jo email id fill kiya tha us email id par aapko ek email milega adnow se to aapko usko open kar lena hoga usme aapko ek link milega ya phir click here to login show hoga us link par click karke aap login ho jaayege bas itni hi karna tha aapko.

Adnow mein apni webiste kasie add kren ?
Adnow se apne blog mein add kaise lagaye ?
Adnow se apni website mein add lagane ke liye aapko sabse pehle aapko widgets par click karna hoga isme aapko ads ki kuch settings karni hogi jaise ki add ka naam , add ka size , ads ka colur .etc aap ise apne hisab se set kar lena aur save par click kar dena.
aapko ek html code dega jise aapko apni me jaakar add ka widget me jaakar ke hmtl javascipt choose karna hoga aur save kar dena hoga bas 1-2 min mein ads chalu hoo jayegi .
Adnow ko GOOGLE ADSENSE saath use kar sakte hai ya nhi ?
THANKS FOR READING ,SHAYAD AAPKO PASAND AAYA HOGA PASAND AAYA HO SHARE JARUR KAREN AUR AAHAR KUCH PARESANI HO COMMENT KAREN .