androidgyani Waise to aapne internet par bahut saare aise post padhe honge jisme aapko yeh bataya hoga ki Youtube video download kaise kare magar is post mein baaki logo ke post se kuch alag batane wala hoon to aap is post ko poora jarur padhe aur pasand aaye to is post ko apne friends ke saath share jarur kare.
Aapko internet par bahut saari aisi websites mil jaayegi jo Youtube video ko download karati hai ab to Android application ka use karke aap youtube ko download kar sakte hain magar un sabhi website kon se hain wo main aapko is post me bataunga.
Youtube video download kaise kare : –
Jaise ki maine abhi aapko bataya ki aapko main is post ko aur logo ko alag ek cheez batane wala hoon sabhi Youtube video downloading website kaam is trah se karti hai,
aapko jo bhi video download karni hain uska link ko copy karke Youtube video downloading website mein paste par do aur Video download hoo jaayegi yeh hogya ek normal tarika.
Ab main isme kuch khaas batane wala wo yeh hain jaise ki aap sabhi jaante hi honge ki Agar aapka youtube par whatsapp status wala channel hain ya phir Aap Tik-Tok par video banate ho to
agar aap in dono me se koi bhi ho to aap jaante hi honge jaise ki koi bhi naya gaana aaya to uska whatsapp status ya tik-tok video banane se video viral hone ki zyada chances hote hai
Mgr usko aapko woo poora gaana hi download karna padta hai mgr is trick ke baad se aapko aisa kuch bhi nhi karna hoga.
YT Cutter ka use kaise kare : –
YT Cutter ek website ek aisi website hain jahan se aap aasni se koi bhi Youtube video ko download kar sakte hoon aur maan lijiye ki mujhe kisi bhi video ka keval kuch ki part chahiye yani ki agar video 3 min hain to mujhe keval 30sec ka clip chaiye to is website hain is trah se aasani se video ko downlaod kar sakte hoon.
To uske liye to sabse pehle aap ek kisi bhi video ka link ko Copy karo aur YT Cutter website ko open karo
Keval aapko video ka link copy karke is website mein paste karna hain hain start button par click karna hain hai aur uske baad ek next page open hoga jo ki niche wali image hai,
Ab aapko in dono boxes me wo start time and end time add karna hai matlab ki jahan se bhi aapko video ko start karna chahte hai wo aur end jahan karna chahte hai example ke liye aap image dekh me sakte hain aur last mein,
Download wale button par click kar dena click karne ke baad yeh aapse pouchega ki aap kis format mein download karna chahte hain Video Audio ya GIF mein to video ko select kar dena aur aapki video download ho jaayegi.
bas yahi tha aa ke is post mein shayad aapko samajh aa gya hooga kis trah se Youtube video ko download karna hain,
❤aur agar aapko post pasand aaya ho to ise share jarur kare❤
like sare subscribe