Voter ID Card me Correction kaise kare :- To swagat hai dosto aap sabhi ka Androidgyani.com ke is post me aaj ke is post me main aap sabhi ko batane wala ki aap kis trah se apne voter id card me hui mistakes ko sudhar/correction kar skate hoon jaise ki Aapne apna voter id card jab bhi banwaya hoo to bahut sare logo ko naam,photo,address me galat likha hua hota hai,
वोटर आईडी कार्ड mein photo chagnge kaise kare,वोटर आईडी कार्ड address change kasie kare,
वोटर आईडी कार्ड में सुधार कैसे करे ? jab aapki age 18+ hui hogi tab aapne apna Voter ID card jarur banwaya hoga to aise mein bahut baar yeh bhi hua hoga ki kisi ka Photo hi वोटर आईडी कार्ड me change rahta hai kisi ke naam ki spelling hi missing mistake ya aapke father/husband ke naam mein mistake zyadatar mil hi jaati hai,
bahut kam logo ka Voter id card sahi bana hua rheta hai to aise ab chahte hai ki Voter id card mein jo bhi mistake hui hai uska correction aap khud hi kar sakte hai wo bhi bina paise kharch kare,
To sabse pehle aapko NSVP ki Official website ko agar aap aap apne mobile se is website ko open kar rahe hai to Google chrome browser ka hi use kare aur agar computer/laptop use kar rahe to aap koi sa browser use kar sakte hai.
FORM 8 |
Jab aap NSVP ki Official website ko open karoge to usme aapko bahut saare form milenge to aapko FORM 8A ko open karna hai open karne ke baad jaisa ki aapko upar wali image mein form show ho rha hai waise ki ek form open hoga,
Form 8A me aapko pehle aapko apna state,district aur vidhan sabha ko select kar dena hoga,
ab aapko next box mein aapko agar aapka naam me mistake hai to aap apna purana wala Voter id mein jo naam ki spelling fill karni hogi aur hindi mein bhi saath-saath likhna hoga hindi mein naam likhne ke liye keval aapko apna naam english language mein likne ke baad TAB button ko press kar dena aur aapko jo bhi hoga use wo automatic hindi me convert kar dega.
Ab form mein aapko fill karna hoga kuch aur details jo ki aapko aapke voter id card me mil jaate hai agar aapko aapke voter id card mein nahi mil paayega to isi post me comment karna main aapko bata dunga yeh details kha par mil jaayegi,
Ab aati hai main baat is section mein aapko wo select karna jo bhi aapke voter id card me mistake hai jaise ke agar aapke naam ki spelling ya poora naam hi galat hai wo naam wale box par click kar dijiye aur haan aaapka address ya photo.etc bhi agar galat hai to us par click kar dijiye.
Ab is section aapko sabhi details sahi wali fill karni hai matlab agar mere naam ki spelling mistake hai to uski sahi spelling jo hai usko fill kar dijiye aur ab maine naam change karne ke liye click kiya tha isliye ab ye keval Naam ke pouch raha hai,
agar aapka address mein mistake hogi to aap aapse address sahi wala address fill karwaya jaayega.
NSVP correction |
Ab aapse koi aisa document manga jaayega jisme aapki details sahi hogi jaise ki mere naam ki spelling mistake me galti thi to use sahi karane ke liye mujhe Koi aisa doucment add karna hoga jisme ki mere naam ke spelling sahi hoo,
aur ab aapko apna mobile no. aur email id fill karna hai jiske aapko sabhi update ke sms aa jaayega,
uske baad jaha par aapko rhte hai usko fill kardo aur captcha code ko fill karke bheje par click kar diiye aapko form successfully submit ho chuka hai usko message aapko aapke mobile no. par ek sms ke through aa jaayega.
NSVP Track |
isme aapko ek code mil jaayega is code ka use karke apne Voter ID Card ko track kar sakte hai ki wo abhi BLO ke pass submit kiya gya hai ya abhi Reject kar diya to is code se Voter id code ko aasani se track kar sakte hoon.
Aapko post kaise laga wo mujhe comment karke bta sakte hai aur is post ko share jarur kare apne facebook whatsapp par.