Aaj ke is post mein main aapko batane wala hoon ki aap apne Blogger ke page speed ko kaise bathate hai sabhi bhi yahi sochte hain ki page speed kam ya zyada se kya farak padta hain yahi ek yahi cheez hain jo aapke blogger ka traffic ko incerese kra sakte hain to agar aap bhi jannna chahte hain ki aap apne blogger ki page speed kaise badhate hai.
Blogger ki page speed check karte hain
sabse pehle yeh jaan lena chaiye ki blog ki page speed kyu check krni chahiye to kuch aisa hai ki jab google kisi bhi post ko rank karata hai to wo jo page ki load time ko sabse zyada important hota hai agar aapki website page speed bahut kam hai aapki post google mein rank nhi kr paati hai aur aap demotivate ho jaate honge magar ab aisa nhi hoga sasbse pehle aap apne website ki page speed check kr lijiye aaapki website ki page speed kam se kam 3 sec ke neeche hi honi chhaiye to ab main aapko kuch sabse acchi website bata deta hoon jisse aap apni website ki page speed check kr sakte ho ki aapki website slow hai ya fast .
website page speed checker tool
Ye maine aapko kuch 3 sabse zyada use kari jaane wale page speed checker tool bataye hai jinme se maine aapko pingdom ka ek screen shot bhi diya hai aap kis trah se inka use kr paayenge.
Is screen shot mein aapko page speed show ho rhi hogi aur page ka size agr aapki website ki page speed 3 sec se kam hai aapko kuch bhi nhi karna hoga agar jinki webiste ki page speed 3 sec se zayda hai to unko neeche maine kuch points bataye hai jinse aapke website ki page speed increse hoo jaay
1 . ADS ka use kam karo
sabse zayda page size jobadta hai wo hai ads ki wajah se aksar new blogger zyada clicks ke liye apni website me har jagah par ads lga dete hain jisse aapki website ka page size badh jaata hai aapki website ka page load time bahut hi zayda badh zyada hai to aapko karna kya hai ki apni website ki sabhi add code ko remove kr do aur aapko bas apne website ke post ke andar hi lagaane honge aapki website ka page speed sahi hoo jaayega.
2. widgets remove kren
adhiktar log website par bhar bhar ke widgets ka use karte hai mgr usnko ye nhi pata hota hai aapki isi galti se aapki website ki page speed kam ho rahi h to isliye aap sabse pehle saare unwanted widgets ko remove kr lijiye , phir jo aapko acche lagte hai minimum ek se do hi widgets ja use kren.
3. Image ka size kam rahke
image ka size rakhe matlab ki aap apne post mein ek hi image ka use kren zyada ka bilkul bhi na kre haan magar aapko lagata hai ki yaha par ek image honi chahuye reader ko attract karne ke liye to waha par image ka use jarur kren image ka size kam se kam 50 KB hi rahke agar image ka size zyada horhi h to compressor.io is website par jaakar aap apni image ka size kam kr lijiye isse aapki website ki page speed badh jaayegi .
4. compress html
blogspot mein aapko aapni website ki html ka size bahut zayada jaruri hota hai kam krna to aap isko HTML Compressor se apni wesite ki HTML ka size kam kr sakte hain .
5. keval 5 post hi show karye
website ke home page mein aap bas kam se kam 5 post ha hi use kren isske aapki website ka page speed bahut kam hoo jaayega aur size bhi
Agr aapko is post mein se aapko kuch bhi dikkat ho rhi h samajh mein nhi aa rha h to aap mujhe comment kar dijiye
aur aar post pasand aaya ho to ise apne dost ke saath share jarur kren